Sabhi ka Dhoop se bachnay ko Sar nehain hota
Her Aadmi kay Muqdar mai Ghar nehain hota
Kabhi Lahoo se b Tareekh likni parti ha
Her aik Moraka Sar nehain hota
Mai uski Aankh ka Aansoo na ban saka warna
Mujay b khaak mai milnay ka Daar nahin hota
Mujay Talaash karo gay to phir na pao gay
Mai ik Sada hoon ,Sadon ka Ghar nehai hota
Hamari Ankh ka Aansoo ki , apni Dunia ha
Kisi Faqeer ko Shahon ka Dar nehain hota
Qalam uthai mairay haath Thak gay pir b
Tumharay Ghar ki tarah maira Ghar nehai hota
Mai is Ghar ma rehta hoon oor Zinda hoon
Waseem gis ma Hawa ka guzar nehai hota
